Ticker

6/recent/ticker-posts

Mera Banega Tu Lyrics - Liger

Song - Mera Banega Tu

Movie - Liger

Singer - Lakshay Kapoor 

Lyrics - Kunaal Verma

Music - Tanishk Bagchi

Starring - Vijay Deverakonda, Ananya Panday

Label - Sony Music India

Mera Banega Tu Lyrics - Liger
Mera Banega Tu Lyrics - Liger 


Mera Banega Tu Lyrics 

Tu Jis Bhi Jagah Pe Barsega
Woh Dariya Ban Jayega
Tu Khwaab Mein Bhi Jo Aayega Toh
Ankhiyan Rang Jayega

Hoga Toh Chaand Bhi
Dooja Kahin
Ek Hai Duniya Mein Tu

Maine Socha Na Tha
Ek Din Yaara Mera Banega Tu
Jab Tak Saansein Hain
Hai Yeh Vaada Dil Mein Rahega Tu

Maine Socha Na Tha
Ek Din Yaara Mera Banega Tu
Jab Tak Saansein Hain
Hai Yeh Vaada Dil Mein Rahega Tu

Sahan Jodi Sang lere
Saambh Ke Tu Rakhna
Tere Wal Tere Wal
Mera Jahaan

Ek Pal Maahi Mera
Haath Na Tu Chhaddna
Koyi Gall Hove Kal Rehna Mera

Shukr Hai Tujhse Tu
Meri Har Jagah Bhar Gaya
Jo Hua Dard Toh
Humdard Mera Ban Gaya

Main Tere Liye Jaan Chidakta
Hoon Tadapta
Dikhe Na Jo Mujhe Tu

Maine Socha Na Tha
Ek Din Yaara Mera Banega Tu
Jab Tak Sansein Hain
Hai Yeh Vaada Dil Mein Rahega Tu

Maine Socha Na Tha
Ek Din Yaara Mera Banega Tu
Jab Tak Sansein Hain
Hai Yeh Vaada Dil Mein Rahega Tu

Can You Be Mine
Be My Lifeline
I Will Love You
Till The End Of Time

Let Me Hold You
Be My One True
Love Will Sail Through
Till The End Of Time

Mera Banega Tu
Mera Banega TTu



Post a Comment

0 Comments

Ad Code

Responsive Advertisement